Recitation of "dil ho gaya hai gham se tere daghdaar khoob"

Rekhta Foundation

Rekhta Foundation
Noida, India

Rekhta's own, Pulkit Sachdeva, recites a beautiful ghazal by Mah Laqa Chanda.

Details

  • Title: Recitation of "dil ho gaya hai gham se tere daghdaar khoob"
  • Transcript:
    dil ho gayā hai ġham se tire dāġhdār ḳhuub phūlā hai kyā hī josh se ye lāla-zār ḳhuub kab tak rahūñ hijāb meñ mahrūm vasl se jī meñ hai kiije pyaar se bos-o-kanār ḳhuub saaqī lagā ke barf meñ mai kī surāhī lā āñkhoñ meñ chhā rahā hai nashe kā ḳhumār ḳhuub aayā na ek din bhī tū va.ada pe raat ko achchhā kiyā sulūk taġhāful-shi.ār ḳhuub aisī havā bañdhī rahe 'chandā' kī yā alī bā-sad-bahār dekhe jahāñ kī bahār ḳhuub
    Hide TranscriptShow Transcript
  • Rights: Rekhta Foundation
  • Videography: Mohammad Wasim, Anas Khan
  • Recitation by: Pulkit Sachdeva
  • Poet: Mah Laqa Chanda
  • Editor: Mohammad Wasim

Get the app

Explore museums and play with Art Transfer, Pocket Galleries, Art Selfie, and more

Flash this QR Code to get the app
Google apps